HELLO BLOG aaj ka din kafi bura raha like jab aap man lete ho ki aka din bura hoga to apka din bura hi hota hai but pata nahi mai aisa kyu soch raha hoon ya koi bhi aise kyu sochta hai like maine ubah hi soch liya tha ki mera din bekar jayega balki kal raat hi maine soch liya tha ye sab kyu ki mere papa ne mujhe jabarjasti apjne sath sula ne k liye bulaya tha idk why vo aisa kyu karte hai matlab meri bilkul freedom ya privacy ekdum kharaab kar rakhi hai maybe isme meri hi kafi galti hai aisa mujhe lagta hai kyuki maine apne bachman bhut aise kaam kiya hai ki mai baatay nahi sakta ya mai shayad batana nahi chata kyuki jab vo sari batein samne aati hai to main aone aap ko dipression mai pataaa hoon aisa lagta hai mai kyu aaya iss dubiya mai in logo k bich msi psts nshi kyu ve sab l;og kaise jhel rahe hai mujhe bachpan se like phle mai bachman mai chori karta tha school mai jaise sab bache kisi kisis ka samann le aate the vaise nahi alag intension se like mai lata hi cheze chori ki usse k...